Thursday, January 10, 2019

Band aankhon se bhi tera deedar karti hoon-बंद आँखों से भी तेरा दीदार करती हूँ

बंद आँखों से भी तेरा दीदार करती हूँ

तुम नहीं जानते मैं तुमसे कितना प्यार करती हूँ

तुम जिस मोड़ पर मुझे छोड़कर बिछुड़ गए थे

मैं उसी मोड़ पर आज भी तुम्हारा इंतज़ार करती हूँ... 

Mohabbat ki shayari
Mohabbat ki shayari
 Band aankhon se bhi tera deedar karti hoon
Tum nahi jante main tumse kitna pyar karti hoon
Tum jis mod par mujhe chorkar bichud gaye the
Main usi mod par aaj bhi tumhara intezar karti hoon...

No comments:

Post a Comment